Tu hi toh hai
awargi karta hoon par mein awara nahi choda khulla dil ko magar khud ko bigada nahi aise lagge tere bina ab toh guzara nahi kisi ka bhi hounga na mein hua jo tumhara nahi tu hi toh hai khayal mera tu hi toh hai qarar mera jhute nashe jahan mein kabhi tu hi toh hai khumar mera – 2