hindi • 1913
bahut shukriya badee meherbanee meree jindagee me hujur aap aaye kadam chum lu ya ke aankhe bicha du karun kya yeh meree samaj me na aaye bahut shukriya……
hame chahe badnam kar de jamana magar ham suna kar rahenge fasana muhbbat chhupao toh chhuptee nahee hai yeh aawaj roke se ruktee nahee hai
mai pyar ka rahee hu teree julf ke saye me kuchh der thhahar jau tum ek musafir ho kab chhod ke chal doge yeh soch ke ghabarau mai pyar ka rahee hu…
aap ka muskurana mujhe dekh kar aap ka muskurana mohobbat nahee hai toh phir aur kya hai
aa aa aa aa…… phir tere shahar me lutne ko chala aaya hu – 2 phir wahee ishk teraa phir wahee dil laya hu phir tere shahar me lutne ko chala aaya hu