Jhak maar ke
ab na tu rakhna tu mere dil ka yeh chota mota haq maar ke galti se galti ki kabhi pichhe pichhe aaya tere jhak maar ke – 2 tujhpe na aitbar mujhe fika lage tera pyaar mujhe main na banaoon dildaar tujhe saare sapne te jhoote ab tak pyaar ke dil jaane rab jaane na khabar pe main tere ab dil haar ke galti se galti ki kabhi pichhe pichhe aaya tere jhak maar ke jab jab yaara dhoondo tuhjko paa loon main khud ko hi tu hi hai mera pata duniya bhar ki kasme kha kar karke vaade kehta hoon aagey se na hogi khata