Khuda ya khair
raaton raat tara koi chand ya sitara koi gire to utha lena o suniyon re tara chamkila hoga chand sharmila hoga nathnose mein laga lena – 2 zara si sawwari hai woh zara si baawri hai woh woh surme ki tarah meri aankhon mein hi rehti hai subah ke khawab se udai hai palkon ke neeche chupai hai mano na mano tum sote sote khawabon mein bhi khawab dikhati hai mano na mano tum pari hai woh pari ki kahaniyan sunati hai khuda ya khair khuda ya khair – 2