Aadmi sadak ka
koyi kaam nahi hain mushkil jab kiya iraada pakka ke main hoon aadami sadak ka – 2 – 2 mohabbat mera dharam imaan hain – 2 meri jaat toh sirf insaan hain wahi jisne banaaye hain dono jahaan – 2 woh mera raam hain mera rehmaan hain sir jhukaaya toh dekhi kaashi aur sajda kiya toh makka ke main hu main hu main hu aadmi sadak ka – 2 koyi kaam nahi hain mushkil jab kiya iraada pakka ke main hoon aadmi sadak ka – 2